SEARCH RESULTS
Showing search results for "khuubiyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "khuubiyaa.n"
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Ghausiya Khan Sabeen
Ghazal
tuu chaahtaa hai apnii na.ii KHuubiyo.n kii daad
mujh ko aziiz terii puraanii KHaraabiyaa.n
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
'KHizaa.n' me.n KHuubiyaa.n aaise bahut hai.n
KHaraabii ek hai bante bahut hai.n
Mahboob Khizan
Ghazal
Taimur Hasan
Ghazal
hamaarii KHuubiyaa.n kaise unhe.n nazar aa.e.n
ki vo nazar nahii.n chashma badal ke aa.e hai.n
Adeeb Damohi
Ghazal
vaa.iz se sun ke qaamat-e-tauba kii KHuubiyaa.n
dau.Daa KHayaal ik qad-e-aazaad kii taraf
Imdad Imam Asar
Ghazal
mire qariib jab aa.oge jaan jaa.oge
buraa.iyaa.n hai.n agar mujh me.n KHuubiyaa.n bhii bahut
Rasheed Usmani
Ghazal
vo bhii kyaa KHuub hai.n jo puuchhte hai.n
kaun sii KHuubiyaa.n hai.n murshid me.n
Sabir Zafar
Ghazal
KHuubiyaa.n merii ko.ii gintaa nahii.n
ik zaraa sii bhuul kaa charchaa hu.aa
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
le to aataa hai vo baazaar me.n har roz mujhe
par mirii KHuubiyaa.n auro.n ko bataataa bhii nahii.n
Asif Bilal
Ghazal
yakjaa hu.ii hai.n husn kii sab us me.n KHuubiyaa.n
chehre pe taazgii hai nazar me.n KHumaar bhii