SEARCH RESULTS
Showing search results for "magribii"
Ghazal MATCHES FOR "magribii"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ko.ii phal phuul nahii.n maGribii chaTTaano.n par
chaa.nd jis gaa.nv se ugtaa hai vo duniyaa dekhuu.n
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
ho lagii maGribii tahziib kii meh.ndii jis me.n
kaise us haath se talvaar uThaa paa.oge
Aalam Nizami
Ghazal
saarii duniyaa Dhal rahii hai maGribii tahziib me.n
be-hayaa.ii ab mirii poshaak ho jaa.egii kyaa
Raza Mauranvi
Ghazal
hashr tak mumkin nahii.n ab chamkii teG-e-aaftaab
baa.Daa rakhvaataa hai zaalim maGribii talvaar par
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
maGribii tahziib kaa hamla hu.aa kuchh is tarah
sar se Topii aur phir chehre se daa.Dhii le gayaa
Deedar Bastawi
Ghazal
jis tarah TaaT kaa paivand ho maKHmal me.n 'adiil'
maGribii chaal-chalan mashriqii aqdaar ke biich
Adeel Zaidi
Ghazal
jidhar bhii dekhuu.n udhar hii hai maGribii tahziib
na jaane gum hai kahaa.n saadgii kaa darvaaza
Ali Afzal Jhanjhanvi
Ghazal
mujh ko Dar hai ki kahii.n maGribii but-KHaane me.n
jhuk na jaa.e nigah-e-aalam-e-islaam tamaam
Zohaib Azmi
Ghazal
Bulbul Kashmiri
Ghazal
mashshaatgii-e-falsafa-e-maGribii na puuchh
zulf-e-KHayaal aur pareshaa.n hai aaj-kal
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
tahziib-e-maGribii me.n hai bose talak mu'aaf
is se agar ba.Dho to sharaarat kii baat hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
KHud-baKHud mahfuuz ho jaa.egii terii aabruu
maGribii tahziib se KHud ko sajaanaa chho.D de
Aalam Nizami
Ghazal
bujhaa.o maGribii aatish kii ba.Dh ke chingaarii
ki is se mashriqii tahziib jal bhii saktii hai
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
ko.ii phal-phuul nahii.n maGribii chaTTaano.n par
chaa.nd jis gaa.nv se ugtaa hai vo duniyaa dekhuu.n
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
huzuur fahm-o-faraasat se kaam liijiyegaa
sa.Dak ke maGribii jaanib makaan tiisraa hai
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
dastaar-o-pairahan gum aur jeb-o-kiisa KHaalii
tahziib-e-maGribii ne ham ko chithaa.D Daalaa