SEARCH RESULTS
Showing search results for "malmal"
Ghazal MATCHES FOR "malmal"
Ghazal
goraa vo galaa naazuk aur peT milaa.ii saa
siine kii safaa.ii bhii aisii goyaa maKHmal hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Farhat Zahid
Ghazal
Diya Jeem
Ghazal
malmal kaa amaama to london me.n nahii.n miltaa
ai shaiKH tire sar par Dhaaka nazar aataa hai
Bulbul Kashmiri
Ghazal
ajiib ja.ng-o-jidaal har pal hai mere andar
ki nuur-o-zulmat kaa ek maqtal hai mere andar
Nadeem Fazli
Ghazal
ab ye sifat jahaa.n me.n naayaab ho ga.ii hai
malmal badan pe us ke kam-KHvaab ho ga.ii hai
Obaid Siddiqi
Ghazal
Ali Shiran
Ghazal
malmal kaa isti.maal bajaa hai magar ye kyaa
charchaa hai anjuman me.n abhii tak naqaab kaa
Nazr Fatmi
Ghazal
namii-e-ashk ke baa.is jo mirii aah se raat
zer-e-ruKH takiya-e-maKHmal na jale KHushk to ho
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
malmal bhii zaruurii nahii.n voile bhii na o.Dho
is umr me.n laTThe kii bhii chal jaa.egii chunrii
Pooran Kumar Hosh
Ghazal
aashiq ke ta.ii.n apne saj apnii dikhaane ko
malmal kaa angarkhaa vo sau baar pahan nikle
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
apne rone par jo rahm aaya use ham aur bhii
us ke dikhlaane ko mal-mal chashm-e-tar royaa kiye
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
jashn-e-maqtal hii na barpaa hu.aa varna ham bhii
paa-ba-jaulaa.n hii sahii naachte gaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
dil mudda'ii ke harf-e-malaamat se shaad hai
ai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
na apnaa ranj na auro.n kaa dukh na teraa malaal
shab-e-firaaq kabhii ham ne yuu.n ga.nvaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
maayuusii-e-ma.aal-e-mohabbat na puuchhiye
apno.n se pesh aa.e hai.n begaanagii se ham