SEARCH RESULTS
Showing search results for "maro.d"
Ghazal MATCHES FOR "maro.d"
Ghazal
aa.nkho.n ko pho.D Daaluu.n yaa dil ko to.D Daaluu.n
yaa ishq kii paka.D kar gardan maro.D Daaluu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tum apnii yaad se kah do na jaa.e chho.D ke dil
ki dard-e-hijr na rakh de kahii.n maro.D ke dil
Qamar Jalalvi
Ghazal
Gulzar Moradabadi
Ghazal
duniyaa kii har bulandii ko hai teraa intizaar
ehsaas-e-naa-rasaa.ii kii gardan maro.D tuu
Dinesh Kumar
Ghazal
rustam se chhiin liijiye dev-e-safed ko
aur is kii dah maro.D ke talvaar to.Diye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
shauq se tuu haath ko mere maro.D
mai.n tiraa panjaa maro.Duu.n kis tarah
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Aziz Ansari
Ghazal
agar thii chehre pe raunaq kii aarzuu un ko
musiibato.n kii kalaa.ii maro.D kar aate
Marghoob Asar Fatmi
Ghazal
rangii.n-adaa-e-dahr kii gardan maro.D do
naasuur-e-zindagii hai to zaKHmo.n ko pho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
tumhaare ‘aariz-e-gulguu.n se khelne vaale
shafaq kii surKH kalaa.ii maro.D dete hai.n
Siraj Azmi
Ghazal
Nilesh Noor
Ghazal
baate.n banaataa hai vo mire dil ko to.D ke
lafzo.n ke mu.nh chhupaataa hai kaaGaz maro.D ke
Syed Saba Wasti
Ghazal
kabhii jo roknaa chaahii zamiin kii gardish
tirii kalaa.ii ko ham ne zaraa maro.D liyaa
Haris Bilal
Ghazal
dil to.D de maro.D de ulfat me.n gar 'qamar'
de de ko.ii mujhe bhii daGaa tum ko is se kyaa
Quamre Alam Qamar
Ghazal
ham ishq ke maaro.n kaa itnaa hii fasaanaa hai
rone ko nahii.n ko.ii ha.nsne ko zamaanaa hai