SEARCH RESULTS
Showing search results for "maujzanii"
Ghazal MATCHES FOR "maujzanii"
Ghazal
likh aur Gazal qaafiye ko pher 'zafar' tuu
ab tab.a kii dariyaa kii tirii mauj-zanii hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ik Guncha-e-afsurda ye dil kii haqiiqat thii
ye maujzanii KHuu.n kii ra.ngiini-e-paikaa.n hai
Asghar Gondvi
Ghazal
dikhaa.e mauj-zanii bahr-e-ashk agar apnaa
har aasiyaa-e-falak-aab chashm-e-tar se phire
Muneer Shikohabadi
Ghazal
hai maujzan ik qulzum-e-KHuu.n kaash yahii ho
aataa hai abhii dekhiye kyaa kyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
jahaa.n hai maujzan ra.ngiinii-e-husn
vahii.n dil kaa ka.nval lahraa rahaa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
teraa hii husn jag me.n har-chand maujzan hai
tis par bhii tishna-kaam-e-diidaar hai.n to ham hai.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ik barq thii zamiir me.n fitrat ke maujzan
aaj us ko husn o ishq kaa saamaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
hai ajab be-ra.ngii-e-ahvaal mujh me.n maujzan
ne hii jiine kii talab hai ne hii mar jaane kaa dukh
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
merii sadaa me.n kis kii sadaa.e.n hai.n maujzan
naddii huu.n mai.n agar to mire paar kaun hai
Najeeb Ahmad
Ghazal
havaa hai shauq-e-suKHan dil me.n mauj-zan 'vahshat'
ki ham-safiir miraa ro.ab saa suKHan-daa.n hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
rahtaa hai lafz lafz ko.ii shor mujh se duur
kartii hai zor mauj-e-ma.aanii mirii taraf
Zafar Iqbal
Ghazal
Fuzail Jafri
Ghazal
mire liye ajnabii thaa sailaab-e-KHvaab me.n vo
jo lafz chup-chaap mauj-e-ma.anii me.n jaa rahaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
jahaan-e-haadsa-aagiin me.n bashar kaa varuud
guzar habaab kaa dariyaa-e-maujzan kii taraf
Nazm Tabatabai
Ghazal
shauq tiraa hai maujzan zauq tiraa bahaana-juu
khol na de.n bharam kahii.n parad gyaan raaz kaa