SEARCH RESULTS
Showing search results for "miTaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "miTaanaa"
Ghazal
a.ndheraa miTtaa nahii.n hai miTaanaa pa.Dtaa hai
bujhe charaaG ko phir se jalaanaa pa.Dtaa hai
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
miT ga.e tere miTaane ke nishaa.n bhii ab to
ai falak is se ziyaada na miTaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ai vaqt miTaanaa mujhe aasaan nahii.n hai
insaa.n huu.n ko.ii naqsh-e-kaf-e-paa to nahii.n huu.n
Aaftab Muztar
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
is liye bhii mai.n bahut der se pahu.nchaa tujh tak
apne qadmo.n kaa har ik naqsh miTaanaa thaa mujhe
Tousief Tabish
Ghazal
Gam-e-hayaat miTaanaa hai ro ke dekhte hai.n
lahuu kaa daaG lahuu se hii dho ke dekhte hai.n
Saleem Siddiqui
Ghazal
na.e haatho.n me.n mai.n pustak thamaa kar
sabhii sarhad miTaanaa chaahtaa huu.n
Ambuj Shrivastava
Ghazal
KHaak kii lauh pe likkhaa to gayaa naam miraa
asl maqsuud tiraa mujh ko miTaanaa hii sahii
Sameena Raja
Ghazal
raah-e-haq me.n tujhe hastii ko miTaanaa hogaa
dekhnaa phir tirii Thokar me.n zamaana hogaa
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
ai barq kyaa hamii.n ko miTaanaa chaman me.n thaa
thaa aur aashiyaa.n na ko.ii intiKHaab me.n
Afqar Mohani
Ghazal
Mustafa Shahab
Ghazal
ab to ye shahr hai ik qaalib-e-be-jaa.n hamdam
kuchh yahaa.n rahne kii KHushiyaa.n na manaanaa hargiz