SEARCH RESULTS
Showing search results for "miTaane"
Ghazal MATCHES FOR "miTaane"
Ghazal
taqdiir bhii majbuur hai, tadbiir bhii majbuur
is kohna aqiide ko miTaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
chain se rahne na de in ko na KHud aaraam kar
musta.id hai.n jo KHilaafat ko miTaane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
miT ga.e tere miTaane ke nishaa.n bhii ab to
ai falak is se ziyaada na miTaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Kumar Vishwas
Ghazal
ye kis ne kahaa hai mirii taqdiir banaa de
aa apne hii haatho.n se miTaane ke liye aa
Hasrat Jaipuri
Ghazal
jism baaqii hai magar jaa.n ko miTaane vaale
ruuh me.n zaKHm nishaane se bahut aage hai.n
Zeeshan Sahil
Ghazal
likh kar varaq-e-dil se miTaane nahii.n hote
kuchh lafz hai.n aise jo puraane nahii.n hote
Makhmoor Saeedi
Ghazal
mai.n haath kii lakiire.n miTaane pe huu.n ba-zid
go jaantaa huu.n naqsh nahii.n ye saleT ke
Shakeb Jalali
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
nuquush-e-lams-e-haqiiqat miTaane vaalaa thaa
magar vo KHvaab mirii dastaras me.n aayaa na.ii.n
Aqib Sabir
Ghazal
jaan de saktaa hai kyaa saath nibhaane ke liye
hausla hai to ba.Dhaa haath milaane ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
mire maulaa mirii tanhaa.ii miTaane ke liye
mere jaisaa hii tuu ik aur banaa saktaa hai
Ali Sarmad
Ghazal
puuchhte kyaa ho milaa kaise ye jangal ko tilism
chhaa.nv me.n dhuup kii ra.ngat ko milaane se milaa
Madan Mohan Danish
Ghazal
duur hii se chaahne vaale mile har mo.D par
faasle saare miTaane ko ta.Dapnaa mai.n hii thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
Aadil Rahi
Ghazal
ret par chho.D gayaa naqsh hazaaro.n apne
kisii paagal kii tarah naqsh miTaane vaalaa