SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhtasar"
Ghazal MATCHES FOR "mukhtasar"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
paayaa bhii un ko kho bhii diyaa chup bhii ho rahe
ik muKHtasar sii raat me.n sadiyaa.n guzar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
sharh-e-Gam to muKHtasar hotii ga.ii us ke huzuur
lafz jo mu.nh se na niklaa daastaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
muKHtasar qissa-e-Gam ye hai ki dil rakhtaa huu.n
raaz-e-kaunain KHulaasa hai is afsaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
kahne ko zindagii thii bahut muKHtasar magar
kuchh yuu.n basar hu.ii ki KHudaa yaad aa gayaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
ye raushnii ke ta.aaqub me.n bhaagtaa hu.aa din
jo thak gayaa hai to ab is ko muKHtasar kar de
Iftikhar Arif
Ghazal
shab-e-intizaar aaKHir kabhii hogii muKHtasar bhii
ye charaaG bujh rahe hai.n mire saath jalte jalte
Kaifi Azmi
Ghazal
zof-e-junuu.n ko vaqt-e-tapish dar bhii duur thaa
ik ghar me.n muKHtasar saa bayaabaa.n zaruur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jaise hotii aa.ii hai vaise basar ho jaa.egii
zindagii ab muKHtasar se muKHtasar ho jaa.egii