SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaasidaa"
Ghazal MATCHES FOR "qaasidaa"
Ghazal
ham ne jo bhuul ke bhii shah kaa qasiida na likhaa
shaayad aayaa isii KHuubii kii badaulat likhnaa
Habib Jalib
Ghazal
mire labo.n se tabassum mazaaq karne lagaa
mai.n likh rahaa thaa qasiida udaas hone kaa
Rahat Indori
Ghazal
qasiida she'r musaddas rubaa.ii nazm Gazal
mahakte ho.nTo.n kii tafsiir hai bhalii se bhalii
Shahzad Qais
Ghazal
roz ik taaza qasiida na.ii tashbiib ke saath
rizq bar-haq hai ye KHidmat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
zulf ko abr kaa Tuk.Daa nahii.n likhkhaa mai.n ne
aaj tak ko.ii qasiida nahii.n likhkhaa mai.n ne
Anwar Jalalpuri
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
mai.n qasiida tiraa likkhuu.n to ko.ii baat nahii.n
par ko.ii duusraa dohraa.e to shak kartaa huu.n
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Mubashshir Saeed
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
na qasiida na Gazal aur na rubaa.ii likhiye
daur-e-maujuuda me.n kuchh dil kii tabaahii likhiye