SEARCH RESULTS
Showing search results for "ravaaq-e-daulat-o-dii.n"
Ghazal MATCHES FOR "ravaaq-e-daulat-o-dii.n"
Ghazal
yuu.n to ravaaq-e-daulat-o-dii.n bhii the saaya-daar
lekin thakan Gariib kii suu-e-shajar ga.ii
Jameel Mazhari
Ghazal
qadmo.n pe tire daulat-o-dii.n vaar ga.e ham
haa.n ahl-e-havas jiit ga.e haar ga.e ham
Saeed-ul-Zafar Chughtai
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
daulat-e-harf-o-bayaa.n saath liye phirte hai.n
ham mohabbat kaa jahaa.n saath liye phirte hai.n
Rifat Sarosh
Ghazal
nahii.n jo daulat-e-zaad-e-safar to kyaa Gam hai
yahii mataa.a bahut hai ki azm-e-mohkam hai
Rahmat Amrohvi
Ghazal
haa.n bazm-e-shabaana me.n hama-shauq jo us din
ham the tirii jaanib nigaraa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
jo faqr me.n suruur hai shaahii me.n vo kahaa.n
ham bhii rahe hai.n nashsha-e-daulat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
ham hasiin Gazlo.n se peT bhar nahii.n sakte
daulat-e-suKHan le kar be-faraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
churaa lii.n ham se bhii us KHud-parast ne aa.nkhe.n
dil-e-habiib se aaKHir agar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
nasiir-e-daulat-o-dii.n aur mu.iin-e-millat-o-mulk
banaa hai charKH-e-barii.n jis ke aastaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu ne sulataanii-e-jamhuur badal dii.n qadre.n
aaj farhaad ko mushkil nahii.n KHusrav likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek din Garq na kar de tujhe ye sail-e-vajuud
dekh ho jaa.e na paanii kahii.n sar se uu.nchaa