SEARCH RESULTS
Showing search results for "ravaaq-e-daulat-o-dii.n"
Nazm MATCHES FOR "ravaaq-e-daulat-o-dii.n"
Nazm
sab maya hai
haa.n gaahe gaahe diid kii daulat haath aa.ii
yaa ek vo lazzat naam hai jis kaa rusvaa.ii
Ibn e Insha
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
ta.aliim agar nahii.n hai zamaane ke hasb-o-haal
phir kyaa umiid-e-daulat-o-aaraam-o-ihteraam
Akbar Allahabadi
Nazm
bhuk
vo koThiyaa.n vo tarab-KHaana-haa-e-daulat-o-aish
jahaa.n the aaKHir-e-shab tak hayaat ke aasaar
Raza Naqvi Vahi
Nazm
zalzala
saahab-e-daulat-o-zii-rutba-o-zardaar ho ek
be-navaa Gam-zada-o-bekas-o-laachaar ho ek
Shakeel Badayuni
Nazm
jhonpaDa
is me.n hii ahl-e-daulat-o-mun.im amiir hai.n
is me.n hii rahte saare jahaa.n ke faqiir hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
o aasman wale
arbaab-e-daulat-o-zar kangaal ho ga.e sab
sannaa.a jis qadar the hammaal ho ga.e sab
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
chand
zamii.n ke pahluu me.n tuu ne magar jagah paa.ii
luTaa ke daulat-e-husn-o-mataa.a-e-ra.anaa.ii
Fazlurrahman
Nazm
Tipu-sultan
sabaah-e-daulat-e-taimuuriya kii aa.ii thii shaam
pa.Daa thaa nayyar-e-iqbaal-e-hind sar-ba-sujuud
Ijtiba Rizvi
Nazm
la-ilaha-illallah
ye maal-o-daulat-e-duniyaa ye rishta o paivand
butaan-e-vahm-o-gumaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
har ik ke saath rahe daulat-e-amaanat-e-Gam
ko.ii najaat na paa.e najaat se pahle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
uTh gayaa daulat-e-naamuus-e-vatan kaa vaaris
qaum marhuum ke e.azaaz-e-kuhan kaa vaaris
Chakbast Braj Narayan
Nazm
insan ka dil
mudda'ii 'ishq-e-haqiiqii kaa ye rahtaa hai magar
daulat-e-husn-e-majaazii kaa KHariidaar bhii hai
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
wirsa
mai.n bahut KHush huu.n ki is darja milii daulat-e-Gam
itnii daulat ki ginii jaa.e na rakkhii jaa.e