SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruuhaanii"
Ghazal MATCHES FOR "ruuhaanii"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
dil kiye tasKHiir baKHshaa faiz-e-ruuhaanii mujhe
hubb-e-qaumii ho gayaa naqsh-e-sulaimaanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
barkate.n sab hai.n ayaa.n daulat-e-ruuhaanii kii
vaah kyaa baat hai us chehra-e-nuuraanii kii
Hasrat Mohani
Ghazal
muntashir hai.n mirii bhe.De.n unhe.n yakjaa kar luu.n
mere ruuhaanii vasiile mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Ghazal
bas najaat-e-zindagii to ishq-e-ruuhaanii me.n hai
ye sazaa-e-maut sun kar jism hairaanii me.n hai
Aleena Itrat
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
kamzoro.n par rahmat ban kar chhaa jaa.o
meraa qaul nahii.n hukm-e-rabbaanii hai
Majid Deobandi
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
hazrat-e-miir ke shaagird hai.n ruuhaanii ham
sher taKHliiq kiyaa karte hai.n laa-faanii ham
Yawar Azeem
Ghazal
Akhgar Panipati
Ghazal
'saahir'! mai.n apne-aap se aage nikal gayaa
hairat-zada hai.n sab mirii ruuhaanii jast par
Parvez Sahir
Ghazal
shikast-e-lazzat-e-girya hai karb-e-ruuhaanii
mai.n ashk-baar bhalaa ashk-baar rahne de
Altaf Mashhadi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
FaIyaz Rashk
Ghazal
ik mulaaqaat hai ruuhaanii digar jismaanii
kisii suurat se vo suurat ko dikhaanaa jaanaa
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
jab hiqaarat se kisii ko dekhtaa hai ko.ii shaKHs
kyaa kahuu.n hotii hai jo takliif-e-ruuhaanii mujhe