SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruuhaanii"
Nazm MATCHES FOR "ruuhaanii"
Nazm
jawab-e-shikwa
haidarii faqr hai ne daulat-e-usmaanii hai
tum ko aslaaf se kyaa nisbat-e-ruuhaanii hai
Allama Iqbal
Nazm
kitaben
kitaabe.n kyaa hai.n ruuhaanii KHudaa hai.n
sakuu.n dil kaa davaa.o.n kii davaa hai.n
Zafar Kamali
Nazm
aaKHiri raat
vo ruuhaanii vo jismaanii uquubat kam hu.ii aaKHir
Gulaamii be.Diyo.n ke bojh se be-dam hu.ii aaKHir
Hafeez Jalandhari
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
mohammad aur alii kaa hai faiz-e-ruuhaanii
ki un kaa naam jahaa.n me.n rahegaa laa-faanii
Syeda Farhat
Nazm
chal yar chalen
jahaa.n ishq kaa rang ruuhaanii ho
jahaa.n ruuhe.n jism tabdiil kare.n
Amin Kunjahi
Nazm
main bahra hun janab
shaa.erii ko ham samajhte hai.n jo ruuhaanii Gizaa
ba.az logo.n ke liye ho jaatii hai aksar azaab
Syed Hashmat Sohail
Nazm
watan
bahut aziiz hai mujh ko vatan aziiz vatan
mire vatan me.n hai gautam kaa faiz-e-ruuhaanii
Qaisar Amravatwi
Nazm
mera nazriya-e-sher
parda-e-har-lafz me.n poshiida ma.anii kaa shu.uur
be-niyaaz-e-jaam-o-saaGar ek ruuhaanii suruur
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
sabr
jismaanii zaKHm mundamil hote vaqt nahii.n lagtaa
ruuhaanii zaKHm pe marham kaun rakhe
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
gita
ahl-e-dil is ko hai.n siine se lagaa.e rahte
abadii zaat kaa ye tohfa-e-ruuhaanii hai
Dharmpal Aaqil
Nazm
sarab-e-tahzib
maaddiyat ke nashe se mast hai teraa Guruur
kyaa magar dil ko tire haasil hai ruuhaanii suruur
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo ban ke kalii muskuraatii hai aksar
shab-e-hijr me.n jo rulaatii hai aksar