SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaqiyaa"
Ghazal MATCHES FOR "saaqiyaa"
Ghazal
saaqiyaa ek nazar jaam se pahle pahle
ham ko jaanaa hai kahii.n shaam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
saaqiyaa tuu ne mire zarf ko samjhaa kyaa hai
zahr pii luu.ngaa tire haath se sahbaa kyaa hai
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
saaqiyaa yaa.n lag rahaa hai chal-chalaav
jab talak bas chal sake saaGar chale
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
saaqiyaa masjid o maktab to nahii.n mai-KHaana
dekhnaa phir bhii Galat log na aane lag jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
rind phailaa.e hai.n chulluu ko takalluf kaisaa
saaqiyaa Dhaal bhii de jaam KHudaa-saaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
talchhaT milaa ke detaa hai rindo.n ko saaqiyaa
saaGar paTak na de ko.ii hushyaar dekh kar
Bismil Azimabadi
Ghazal
baada-e-gul-ra.ng kaa saaGar inaayat kar mujhe
saaqiyaa taaKHiir kyaa hai ab ghaTaa chhaa.ii to hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
laa pilaa de saaqiyaa paimaana paimaane ke baa'd
baat matlab kii karuu.ngaa hosh aa jaane ke baa'd
Unknown
Ghazal
saaqiyaa ham se bhii deriina maraasim hai.n tire
ye jo mahruum-e-qadah Garq-e-alam hai.n ham hai.n
Wasi Shah
Ghazal
javaa.n hai raat saaqiyaa sharaab laa sharaab laa
zaraa sii pyaas to bujhaa sharaab laa sharaab laa
Madan pal
Ghazal
saaz-o-naGma hii sahii haa.n mai-o-miinaa hii sahii
saaqiyaa jaam hii bhar laa.o ki kuchh raat kaTe