SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaqiyaa"
Nazm MATCHES FOR "saaqiyaa"
Nazm
surud
saaqiyaa ranj na kar jaag uThegii mahfil
aur kuchh der uThaa rakhte hai.n piinaa apnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
meri shaeri
magar saaqiyaa dekh ik aur shai bhii
ye fariyaad merii ki hai jis me.n lai bhii
Hafeez Jalandhari
Nazm
safar nama
saaqiyaa! raqs ko.ii raqs-e-sabaa kii suurat
mutribaa! ko.ii Gazal ra.ng-e-hinaa kii suurat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
us ne be-saaKHta phir mujh ko pukaaraa hogaa
chalte chalte ko.ii maanuus sii aahaT paa kar
Parveen Shakir
Nazm
daraKHt-e-zard
suno raa.e-dahinda bin hu.e tum baaz mat aanaa
faqat 'zaryuun' ho tum ya.anii apnaa saabiqaa chho.Do
Jaun Eliya
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaa.n-zaad us daur me.n roz har roz
vo saKHtaa-baKHt aa kar
Noon Meem Rashid
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
saakinaan-e-arsh-e-aazam kii tamannaa.o.n kaa KHuu.n
is kii barbaadii pe aaj aamaada hai vo kaarsaaz
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
tum mast javaanii me.n jin se
KHalvat ko sajaayaa karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zara si baat
aa.nkh ke dariiche me.n tum ne jo sajaayaa thaa
baat us diye kii hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
o des se aane wale bata
bichh.Dii hu.ii sakhiyaa.n gaatii hai.n
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
lekin ai saakin-e-hariim-e-KHayaal
yaad hai daur-e-kaif-o-kam ki nahii.n