SEARCH RESULTS
Showing search results for "sikhaa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "sikhaa.e.n"
Ghazal
sikhaa.e.n dast-e-talab ko adaa-e-bebaakii
payaam-e-zer-labii ko salaa-e-aam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
sikhaa.e.n dast-e-talab ko adaa-e-bebaakii
payaam-e-zer-labii ko salaa-e-aam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mai.n huu.n insaa.n mujhe insaan hii rahne diije
mat sikhaa.e.n mujhe har gaam farishta honaa
Nadeem Sirsivi
Ghazal
aniis-e-jaa.n to hai.n ye KHush-qadaa.n chinaar magar
adaa.e.n terii unhe.n kis tarah sikhaa.e.n ham
Ahmad Hamdani
Ghazal
hame.n tum sikhaa.o tumhe.n ham sikhaa.e.n
sabhii kaam to ham ko aate nahii.n hai.n
Khalid Abrar
Ghazal
girtaa hai har palak ke jhapakne pe ik hijaab
aa.nkho.n ko intizaar sikhaa.e.n to kyaa kare.n
Siraj Lakhnavi
Ghazal
aap kahte ho sikhaa.e.n she'r ke un ko rumuuz
vo agar chhaa jaa.e.nge ham be-asar ho jaa.e.nge
Ahmed Arsalan
Ghazal
Naushad Munis Aazmi
Ghazal
'anjum' jo naa-balad hai.n KHuluus aur vafaa.o.n se
aa.o ki un ko chal ke sikhaa.e.n mohabbate.n
Shadab Anjum
Ghazal
usuul-e-mai-kashii 'ma.asuum' ko sikhaa.e.n na aap
vo pii chukaa hai bahut aur bahak chukaa hai bahut
Masoom Sharqi
Ghazal
KHud jo 'aarii hai.n mohabbat ke har ik pahluu se
ham ko aadaab-e-mohabbat vo sikhaa.e.n had hai
Mazhar Qureshi Mazhar
Ghazal
apne haatho.n ko KHud apnaa hii hunar kaaTtaa hai
jis ko parvaaz sikhaa.e.n vahii par kaaTtaa hai
Majaz Aashna
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
us ke badan ko dii numuud ham ne suKHan me.n aur phir
us ke badan ke vaaste ek qabaa bhii sii ga.ii