SEARCH RESULTS
Showing search results for "tafseer ibn e kaseer part 027 allama ibn e kaseer ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "tafseer ibn e kaseer part 027 allama ibn e kaseer ebooks"
Ghazal
sa.ng-e-tiflaa.n fidaa-e-sar na hu.aa
aaj us kuuche me.n guzar na hu.aa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
raqs-e-junuu.n kii garmii-e-taasiir dekhnaa
khultaa hai kaise halqa-e-zanjiir dekhnaa
Anjum Irfani
Ghazal
qaasid nahii.n ye vaqt savaal-o-javaab kaa
ab haal Gair hai dil-e-KHaana-KHaraab kaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
ham yuu.n hii kisii se KHalish-e-jaa.n nahii.n kahte
ruudaad-e-alam taa-had-e-imkaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
kyaa kahiye ruu-e-husn pe aalam naqaab kaa
mu.nh par liyaa hai mahr ne daaman sahaab kaa
Andaleeb Shadani
Ghazal
phir KHayaabaa.n baad shabnam dekhiye fauran khulaa
naasehaa to dostii kii vird par dushman khulaa
Abaan Asif Kachkar
Ghazal
zaKHm dil kaa KHuu.n-chakaa.n aisaa na thaa
ab se pahle jaa.n-sitaa.n aisaa na thaa
Alqama Shibli
Ghazal
dar pe us shoKH ke jab jaa baiThaa
yaar sab kahte hai.n achchhaa baiThaa
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
narmii-e-baalish-e-par ham ko nahii.n bhaatii hai
dam-e-shamshiir pe sar rakkhe.n to nii.nd aatii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ham KHudaa.ii kaa da.avaa to karte nahii.n
bandagii par bhii puure utarte nahii.n
Khwaja Mahmood-ul-Hasan
Ghazal
lab na apne kabhii aaluuda-e-fariyaad rahe
ham hujuum-e-Gam-o-aalaam me.n bhii shaad rahe
Qasid Sirsivi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
charaaG baaqii rahaa na ab aa.ina rahegaa
magar shaguft-e-jamaal kaa silsila rahegaa