SEARCH RESULTS
Showing search results for "talaatum"
Ghazal MATCHES FOR "talaatum"
Ghazal
kaise hii talaatum ho.n magar qulzum-e-jaa.n me.n
kuchh yaad-jaziire hai.n ki ojhal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
har shanaavar ko nahii.n miltaa talaatum se KHiraaj
har safiine kaa muhaafiz naaKHudaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ab tum aa.e ho mirii jaan tamaashaa karne
ab to dariyaa me.n talaatum na sukuu.n hai yuu.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
vo sahmaa hu.aa aa.nsu.o.n kaa talaatum
vo aab-e-ravaa.n be-KHiraam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Fauzia Mughal
Ghazal
saamne ko.ii bha.nvar hai na talaatum phir bhii
chhuuTtii jaa.e hai patvaar ye qissa kyaa hai
Hastimal Hasti
Ghazal
ai mujhe chho.D ke tuufaan me.n jaane vaalii
dost hotaa hai talaatum me.n safiine kii tarah
Mustafa Zaidi
Ghazal
un ke siino.n me.n bhii hote hai.n talaatum Gam ke
vo jo auro.n ko ha.nsaate hu.e thak jaate hai.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
zabt-e-Gam haa.n vahii ashko.n kaa talaatum ik baar
ab to suukhaa hu.aa dariyaa nahii.n dekhaa jaataa
Shakeel Badayuni
Ghazal
har marhala-e-shauq se lahraa ke guzar jaa
aasaar-e-talaatum ho.n to bal khaa ke guzar jaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ye a.ndheraa ye samundar ye talaatum aa.o
aa.o aur mujh me.n samaa.o ki ka.Dii raat kaTe
Saghar Nizami
Ghazal
shaam dastake.n degii tab samajh me.n aa.egaa
zindagii talaatum hai maut ik sahaaraa hai
Iqbal Ashhar
Ghazal
badan tamaam usii kii sadaa se guu.nj uThe
talaatum aisaa ko.ii aaj merii jaan me.n laa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
Daraa ke mauj o talaatum se ham-nashiino.n ko
yahii to hai.n jo Duboyaa kiye safiino.n ko
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
naa-KHudaa hosh me.n aa hosh tire gum to nahii.n
ye to saahil ke hai.n aasaar-e-talaatum to nahii.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
kahii.n hamaaraa talaatum thame to faisla ho
ham apnii mauj me.n kyaa kyaa bahaane lag ga.e hai.n
Azhar Faragh
Ghazal
zinda haqiiqato.n ke talaatum hai.n saamne
KHvaabo.n kii kashtiyo.n se utar jaa.iye janaab