SEARCH RESULTS
Showing search results for "talaatum"
Nazm MATCHES FOR "talaatum"
Nazm
shikwa
ek bulbul hai ki mahv-e-tarannum ab tak
us ke siine me.n hai naGmo.n kaa talaatum ab tak
Allama Iqbal
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
socho.n me.n bha.nvar pa.D jaate the
jab ek talaatum rahtaa thaa
Mohsin Naqvi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chashm-e-siyaah me.n vo talaatum hai nuur kaa
jaise sharaab-e-naab me.n jauhar suruur kaa
Josh Malihabadi
Nazm
chand ka qarz
hamaare aa.nsu.o.n kii aa.nkhe.n banaa.ii ga.ii.n
ham ne apne apne talaatum se rassa-kashii kii
Sara Shagufta
Nazm
masjid
tez naddii kii har ik mauj talaatum-bar-dosh
chiiKH uThtii hai vahii.n duur se faanii faanii
Akhtarul Iman
Nazm
main saz DhunDti rahi
ik talaatum saa pech-o-taab saa hai
umDe aate hai.n KHud-ba-KHud aa.nsuu
Ada Jafarey
Nazm
KHatun-e-mashriq
sirf ik teraa tabassum ai jamaal-e-taabnaak
siina-e-atfaal me.n paidaa karegaa ruuh-e-paak
Josh Malihabadi
Nazm
kya gul-badani hai
KHalvat me.n vo tasliim hai jalvat me.n tahakkum
saahil pe subuk-mauj safiine me.n talaatum
Josh Malihabadi
Nazm
aaKHiri bosa
ik be-ant lamha thaa
talaatum me.n kisii saahil kii pahlii diid saa
Amjad Islam Amjad
Nazm
numaish-e-aligarh
mohabbat kii manzil qariib aa ga.ii thii
KHayaalaat me.n is taraf ik talaatum
Shakeel Badayuni
Nazm
jawab-e-shikwa
ho na ye phuul to bulbul kaa tarannum bhii na ho
chaman-e-dahr me.n kaliyo.n kaa tabassum bhii na ho
Allama Iqbal
Nazm
manazir-e-sahar
larzish vo sitaaro.n kii vo zarro.n kaa tabassum
chashmo.n kaa vo bahnaa ki fidaa jin pe tarannum
Josh Malihabadi
Nazm
ehsas-e-kaamran
raqs kartii hu.ii kirno.n ke talaatum kii qasam
arsa-e-dahr pe ab shaam nahii.n chhaa saktii