SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaaza"
Ghazal MATCHES FOR "taqaaza"
Ghazal
jalva az-bas-ki taqaazaa-e-nigah kartaa hai
jauhar-e-aa.ina bhii chaahe hai mizhgaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
shoKHii sii hai savaal-e-mukarrar me.n ai kaliim
shart-e-razaa ye hai ki taqaazaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n bistar-e-KHayaal pe leTaa huu.n us ke paas
sub.h-e-azal se ko.ii taqaazaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
'faiz' un ko hai taqaazaa-e-vafaa ham se jinhe.n
aashnaa ke naam se pyaaraa hai begaane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tum kaun se the aise khare daad-o-sitad ke
kartaa malak-ul-maut taqaazaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
jis kii saKHaavato.n kii zamaane me.n dhuum hai
vo haath so gayaa hai taqaazaa na kar abhii
Saqi Faruqi
Ghazal
mujh ko ye aarzuu vo uThaa.e.n naqaab KHud
un ko ye intizaar taqaazaa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
is husn-e-ittifaaq pe luT kar bhii shaad huu.n
terii razaa jo thii vo taqaazaa vafaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
hujuum dekh ke rasta nahii.n badalte ham
kisii ke Dar se taqaazaa nahii.n badalte ham
Habib Jalib
Ghazal
mumkin hai naala jabr se ruk bhii sake agar
ham par to hai vafaa kaa taqaazaa jafaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
achchhaa hai un se ko.ii taqaazaa kiyaa na jaa.e
apnii nazar me.n aap ko rusvaa kiyaa na jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mausam kaa mujh se ko.ii taqaazaa hai dam-ba-dam
be-silsila nahii.n nafas-e-baad kuchh karuu.n