SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaaza"
Nazm MATCHES FOR "taqaaza"
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mujhe tumhaare taGaaful se kyuu.n shikaayat ho
mirii fanaa mire ehsaas kaa taqaazaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai azal se in Gariibo.n ke muqaddar me.n sujuud
in kii fitrat kaa taqaazaa hai namaaz-e-be-qayaam
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri bar milo
aaKHirii baar milo aise ki jalte hu.e dil
raakh ho jaa.e.n ko.ii aur taqaaza na kare.n
Mustafa Zaidi
Nazm
KHadsha
mujhe ye Dar hai ki tere tabassumo.n kii phuvaar
yu.nhii vafaa kaa taqaazaa hayaa kaa taur na ho
Mohsin Naqvi
Nazm
aaKHiri lamha
har johd har amal kaa taqaazaa hasiin hai
chaman se chand hii kaa.nTe mai.n chun sakaa lekin
Jan Nisar Akhtar
Nazm
barbat-e-shikasta
kyaa hasiin tevar the kyaa latiif lahja thaa
aarzuu thii hasrat thii hukm thaa taqaazaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
gurez
ajiib aalam-e-afsurdagii hai ruu-ba-faroG
na jab nazar ko taqaazaa na dil tamannaa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
aaftab
qaa.em ye unsuro.n kaa tamaashaa tujhii se hai
har shai me.n zindagii kaa taqaazaa tujhii se hai
Allama Iqbal
Nazm
parda aur ismat
taqaazaa-e-fitrat ko paamaal karnaa
ko.ii aur shai hai ye ismat nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dastur
mai.n nahii.n maantaa mai.n nahii.n jaantaa
mai.n bhii KHaa.if nahii.n taKHta-e-daar se
Habib Jalib
Nazm
teri hansi
falak kaa ek taqaazaa thaa ibn-e-aadam se
sulag sulag ke rahe aur palak jhapak na sake
Mustafa Zaidi
Nazm
fikr
kaar-farmaa hai ko.ii taaza junuun-e-ta.amiir
dil-e-muztar abhii amaag-gah-e-yaas nahii.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
qismat kaa sitam hii kam nahii.n kuchh ye taaza sitam iijaad na kar
yuu.n zulm na kar be-daad na kar