SEARCH RESULTS
Showing search results for "tareekh hajr e aswad ali shabbir ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "tareekh hajr e aswad ali shabbir ebooks"
Ghazal
taaza mohabbato.n kaa nasha jism-o-jaa.n me.n hai
phir mausam-e-bahaar mire gulsitaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ba-har-tariiq use mismaar karte rahnaa hai
kabhii suKHan to kabhii vaar karte rahnaa hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
hai bazm-e-butaa.n me.n suKHan aazurda-labo.n se
ta.ng aa.e hai.n ham aise KHushaamad-talabo.n se
Mirza Ghalib
Ghazal
tiir-e-nazar ne aap kii ghaa.il kiyaa mujhe
phir shauq-e-intizaar ne paagal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
kaisii maa'nii kii qabaa rishto.n ko pahnaa.ii ga.ii
ek hii lamhe me.n barso.n kii shanaasaa.ii ga.ii
Sabir Adeeb
Ghazal
mast josh-e-shabaab hai.n ham log
aap apnaa itaab hai.n ham log
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
hairaan huu.n do aa.nkho.n se kyaa dekh rahaa huu.n
TuuTe hu.e har dil me.n KHudaa dekh rahaa huu.n
Sabir Dutt
Ghazal
agar na zohra-jabiino.n ke darmiyaa.n guzre
to phir ye kaise kaTe zindagii kahaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
na.e jhag.De niraalii kaavishe.n iijaad karte hai.n
vatan kii aabruu ahl-e-vatan barbaad karte hai.n
Chakbast Brij Narayan
Ghazal
bas ek baat yahii sochtaa huu.n dillii me.n
kyo.n gaa.nv chho.D ke mai.n aa basaa huu.n dillii me.n
Noor N Sahir
Ghazal
saaf kahte ho magar kuchh nahii.n khultaa kahnaa
baat kahnaa bhii tumhaaraa hai mu.ammaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
ham to karbal ko hii bas daar-e-baqaa kahte hai.n
us kii miTTii ko suno KHaak-e-shifaa kahte hai.n
Asad Raza Sahar
Ghazal
kal shaam lab-e-baam jo vo jalva-numaa thaa
kis shauq se mai.n duur kha.Daa dekh rahaa thaa
Hameed Jalandhari
Ghazal
kyaa sub.h se Garaz mirii kyaa shaam se Garaz
ai KHush-adaa hai mujh ko tire kaam se Garaz
Mirza Shariq Laharpuri
Ghazal
gardish-e-charKH se qayaam nahii.n
sub.h ghar me.n huu.n mai.n to shaam nahii.n