SEARCH RESULTS
Showing search results for "vagaira"
Ghazal MATCHES FOR "vagaira"
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
dard tanhaa.ii ta.Dap aa.nsuu vaGaira
yaar tere 'ishq me.n kyaa kyaa nahii.n thaa
Amit Sharma Meet
Ghazal
ab ham ko nahii.n dekhne ye KHvaab vaGaira
har samt nazar aate hai.n zahraab vaGaira
Ahtamam Sadiq
Ghazal
Sagheer Ahmad Sagheer
Ghazal
lauTaa diye hai.n us ne mire KHat vaGaira sab
baaqii kaa jo hisaab thaa aa.nkho.n me.n rah gayaa
Ankit Maurya
Ghazal
jis me.n manzil hii mile chhaale vaGaira na mile
paa.nv us raahguzar me.n nahii.n rakkhaa jaataa
Dipak Prajapati Khaalis
Ghazal
us kii taraf se to ko.ii lait-o-la.al nahii.n
lekin hame.n hii ishq vaGaira na aave hai
Rustam Nami
Ghazal
rahtii hai mire chehre pe muskaan vaGaira
kartaa huu.n mai.n logo.n pe ye ehsaan vaGaira
Shahzan Khan Shahzan
Ghazal
dar aa.ii mire bhaago.n me.n rusvaa.ii vaGaira
lamha na hu.ii apnii paziiraa.ii vaGaira
Shoeb Shobi
Ghazal
ye duniyaa hotii kisii TheT gaa.nv ke maanind
ye gas-o-bijlii vaGaira kaa bill nahii.n hotaa
Ali Kaunain
Ghazal
ye rashk hai ki vo hotaa hai ham-suKHan tum se
vagarna KHauf-e-bad-aamozi-e-aduu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ham aa ga.e hai.n tah-e-daam to nasiib apnaa
vagarna us ne to phe.nkaa thaa jaal vaise hii
Ahmad Faraz
Ghazal
KHush aa ga.ii hai jahaa.n ko qalandarii merii
vagarna sher miraa kyaa hai shaa.irii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ilaaj ye hai ki majbuur kar diyaa jaa.uu.n
vagarna yuu.n to kisii kii nahii.n sunii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
phir be-KHudii me.n bhuul gayaa raah-e-kuu-e-yaar
jaataa vagarna ek din apnii KHabar ko mai.n