SEARCH RESULTS
Showing search results for "yakjaa"
Ghazal MATCHES FOR "yakjaa"
Ghazal
Jahangeer nayab
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
mai.n ne KHud ko jam.a kiyaa pachchiis baras me.n
ye saamaan to mujh se yakjaa phir nahii.n hogaa
Sarvat Husain
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
chaa.ndnii me.n ruKH-e-zebaa nahii.n dekhaa jaataa
maah o KHurshiid ko yakjaa nahii.n dekhaa jaataa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ham ve hai.n sun rakho tum mar jaa.e.n ruk ke yakjaa
kyaa kuucha kuucha phirnaa unvaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
yakjaa rahaa ik umr magar terii diid ko
maanind-e-musht-e-KHaak bikharnaa pa.Daa mujhe
Adeel Zaidi
Ghazal
kyaa zaruurii hai ki apne-aap ko yakjaa karo
TuuTe bikhre silsilo.n se duur rahnaa chaahiye
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
mirii KHaraabii ko yakjaa karo kahii.n na kahii.n
miraa mu.aamla ab jaa-ba-jaa KHaraab na ho
Shaheen Abbas
Ghazal
reza reza kar diyaa jis ne mire ehsaas ko
kis qadar hairaan hai vo mujh ko yakjaa dekh kar
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
terii qudrat kii siyaasat na samajh me.n aa.ii
haram-o-dair ko har daur me.n yakjaa dekhaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
KHaamoshii se yakjaa karte hai.n KHud ko
shor machaa kar aag bujhaa.ii jaatii hai
Annkit Gautam
Ghazal
Fatima Hasan
Ghazal
Rahul Jha
Ghazal
hamii.n ne lamho.n ko yakjaa kiyaa to raat hu.ii
hamii.n bikher ke lamho.n ko din banaate rahe