SEARCH RESULTS
Showing search results for "راستا"
Nazm MATCHES FOR "راستا"
Nazm
tanhai
so ga.ii raasta tak tak ke har ik raahguzaar
ajnabii KHaak ne dhundlaa diye qadmo.n ke suraaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHwab jo bikhar gae
bahut dino.n me.n raasta hariim-e-naaz kaa milaa
magar hariim-e-naaz tak pahu.nch ga.e to kyaa milaa
Amir Usmani
Nazm
hamare ustad
manzil-e-ilm ke ham log musaafir hai.n magar
raasta ham ko dikhaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
nazrana
raasta bhuul gayaa, yaa yahii manzil hai mirii
ko.ii laayaa hai ki KHud aayaa huu.n ma.aluum nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
an-pa.Dh thaa aur jaahil qaabil mujhe banaayaa
duniyaa-e-ilm-o-daanish kaa raasta dikhaayaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
teri yaad
apnii ruuThii hu.ii taqdiir ke Gam-KHvaaro.n me.n
apne ham-manzil-o-ham-raasta fankaaro.n me.n
Waseem Barelvi
Nazm
ek kamra-e-imtihan mein
duusro.n ke parcho.n ko rahnumaa samajhte hai.n
shaayad is tarah ko.ii raasta hii mil jaa.e
Amjad Islam Amjad
Nazm
apne andar zara jhank mere watan
Dhuu.nD apne liye ab nayaa raasta
apne andar zaraa jhaa.nk mere vatan
Sahir Ludhianvi
Nazm
eid manaun kaise
saal ye biit gayaa raasta takte takte
sabr ab KHatm bataa.uu.n to bataa.uu.n kaise
Salahuddin Ayyub
Nazm
haqiqat
na barkhaa-rut kii siyaah raato.n me.n
raasta bhuul kar bhaTaktii hu.ii sajal naariyo.n ke jhurmuT
Muneer Niyazi
Nazm
main aur shahr
kamre saje hu.e hai.n magar raasta nahii.n
viiraa.n hai puuraa shahr ko.ii dekhtaa nahii.n
Muneer Niyazi
Nazm
ghas to mujh jaisi hai
vo paivand-e-zamii.n ho kar
yuu.nhii zor-aavaro.n ke liye raasta banaate hai.n
Kishwar Naheed
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
vo raasta kyuu.n chunaa thaa mai.n ne
ki jis pe KHud se visaal tak kaa gumaa.n nahii.n hai?
Noon Meem Rashid
Nazm
baghawat-e-nafs
raasta mujh ko nazar aataa nahii.n
raasta mujh ko KHushii kaa kyuu.n nazar aataa nahii.n