SEARCH RESULTS
Showing search results for "عقیدت"
Nazm MATCHES FOR "عقیدت"
Nazm
taj-mahal
taaj tere liye ik maz.har-e-ulfat hii sahii
tujh ko is vaadi-e-ra.ngii.n se aqiidat hii sahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
jashn-e-ghaalib
sau saal se jo turbat chaadar ko tarastii thii
ab us pe aqiidat ke phuulo.n kii numaa.ish hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
sandalii.n haatho.n se
chaahat aur aqiidat kii bayaazo.n par
Ahmad Faraz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
mansuur o husain se aqiidat
tum bhii to bahut jataa rahe the
Ahmad Faraz
Nazm
jaane kya baat hui thi jo mujhe yaad nahin
jhiil se gahrii aqiidat kii Dor thaame hu.e
tak rahii hai.n mujhe yaksaa.n take jaatii hai.n
Meena Kumari Naz
Nazm
gautam-budh
chho.D dii.n aasaa.ishe.n phirte rahe tum kuu-ba-kuu
hastii-e-ma.abuud kii nazr-e-aqiidat ke liye
Maikash Akbarabadi
Nazm
KHiraj-aqidat
ik nayaa paGambar-e-amn-o-amaa.n paidaa hu.aa
kaarvaa.n me.n ik amiir-e-kaarvaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mushaera
aur ab ke saal bhii KHud dekh le.nge ye sarkaar
ki guu.njte hai.n aqiidat se kuucha-o-baazaar
Syed Mohammad Jafri
Nazm
zohd aur rindi
suntaa huu.n ki kaafir nahii.n hinduu ko samajhtaa
hai aisaa aqiida asar-e-falsafa-daanii
Allama Iqbal
Nazm
raushni raushni ke KHwab
KHalaa me.n Dhuu.nD rahe hai.n ham ik masiihaa ko
hatheliyo.n pe aqiidat ke aaftaab liye
Chandrabhan Khayal
Nazm
diwali 1958
vo laxmii-puujan vo aqiidat ke bulaave
tum aa ke raho ghar me.n ki raunaq hai tumhii.n se