SEARCH RESULTS
Showing search results for "ٹیکے"
Nazm MATCHES FOR "ٹیکے"
Nazm
murgh-e-marhum
tujh ko kitne qiimtii sharbat pilaataa rah gayaa
tujh ko raanii-khet ke Tiike lagaataa rah gayaa
Asad Jafri
Nazm
holi
buu.Dhe buu.Dhe bhii kha.De takte hai.n lak.Dii Tiike
band hai.n raaste aur raahguzar holii me.n
Zareef Dehlvi
Nazm
bisat-e-KHun-chakan
har bahaadur ghuTne Teke
apne KHaane me.n pareshaa.n sar jhukaa.e
Kamran Nafees
Nazm
magar zulm ke KHilaf
zaalim ko jo na roke vo shaamil hai zulm me.n
qaatil ko jo na Toke vo qaatil ke saath hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHun phir KHun hai
zulm phir zulm hai ba.Dhtaa hai to miT jaataa hai
KHuun phir KHuun hai Tapkegaa to jam jaa.egaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
guu.njtii hai jab fazaa-e-dasht me.n baa.ng-e-rahiil
ret ke Tiile pe vo aahuu kaa be-parvaa KHiraam
Allama Iqbal
Nazm
akele
kis qadar siidhaa, sahal, saaf hai rasta dekho
na kisii shaaKH kaa saaya hai, na diivaar kii Tek
Gulzar
Nazm
muflisi
auro.n ko aaTh saat to vo do Take hii paa.e
is laaj se ise bhii lajaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
barsat ki bahaaren
a.ngiyaa.n ke gard jhuuTe goTe Take hu.e hai.n
kahtii hai.n un se hans hans jo jo kaTe hu.e hai.n