SEARCH RESULTS
Showing search results for "چاندنی"
Nazm MATCHES FOR "چاندنی"
Nazm
chand roz aur meri jaan
apnii do roza javaanii kii shikasto.n kaa shumaar
chaandnii raato.n kaa bekaar dahaktaa hu.aa dard
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri mulaqat
ik chehra kitnii aa.Do.n me.n
kuchh chaa.ndnii raate.n garmii kii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
zindan ki ek sham
mehrbaa.n chaa.ndnii kaa dast-e-jamiil
KHaak me.n ghul ga.ii hai aab-e-nujuum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq kahin le chal
kohsaar ke daaman kii mastaana havaa.o.n me.n
yaa chaa.ndnii raato.n kii shaffaaf fazaa.o.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
apni malka-e-suKHan se
raftaar hai ki chaa.ndnii raato.n me.n mauj-e-ga.ng
yaa bhairvii.n kii pichhle pahar qalb me.n umang
Josh Malihabadi
Nazm
raat sunsan hai
chaa.ndnii khul ke nikhar aa.ii hai darvaaze par
os se bhiigte jaate hai.n puraane gamle
Mustafa Zaidi
Nazm
taj-mahal
chaa.ndnii aur ye mahal aalam-e-hairat kii qasam
duudh kii nahr me.n jis tarah ubaal aa jaa.e
Kaifi Azmi
Nazm
walid ke intiqal par
raat ke regzaaro.n me.n chaltaa rahaa
chaandnii kii chitaa.o.n me.n jaltaa rahaa