SEARCH RESULTS
Showing search results for "जिन"
Nazm MATCHES FOR "जिन"
Nazm
raqib se!
aa ki vaabasta hai.n us husn kii yaade.n tujh se
jis ne is dil ko parii-KHaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
tarbiyat aam to hai jauhar-e-qaabil hii nahii.n
jis se ta.amiir ho aadam kii ye vo gil hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
jin kii raah-e-talab se hamaare qadam
muKHtasar kar chale dard ke faasle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai sharif insano
fat.h kaa jashn ho ki haar kaa sog
zindagii mayyato.n pe rotii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
kutte
ye galiyo.n ke aavaara be-kaar kutte
ki baKHshaa gayaa jin ko zauq-e-gadaa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farar
vo ka.nval jin ko kabhii un ke liye khilnaa thaa
un kii nazro.n se bahut duur bhii khil sakte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
sapna aage jata kaise
chhoTaa saa ik gaa.nv thaa jis me.n
diye the kam aur bahut a.ndheraa
Muneer Niyazi
Nazm
dosti ka hath
tumhe.n bhii zid hai ki mashq-e-sitam rahe jaarii
hame.n bhii naaz ki jaur-o-jafaa ke aadii hai.n