SEARCH RESULTS
Showing search results for "तस्लीम"
Nazm MATCHES FOR "तस्लीम"
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
KHam hai sar-e-tasliim miraa aap ke aage
piirii hai tavaazo ke sabab merii javaanii
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
ye aql-o-fahm ba.Dii chiiz hai.n mujhe tasliim
magar lagaa nahii.n sakte ham is kaa andaaza
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
ne lazzat-e-tasliim kasii me.n na kasii ko havas-e-jaur
sab ke na.e taur!
Noon Meem Rashid
Nazm
kya gul-badani hai
KHalvat me.n vo tasliim hai jalvat me.n tahakkum
saahil pe subuk-mauj safiine me.n talaatum
Josh Malihabadi
Nazm
fikr
husn kii jalva-gah-e-naaz kaa afsuu.n tasliim
yahii qurbaa.n-gah-e-arbaab-e-nazar kyuu.n ho jaa.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
paigham eid
multafit chashm-e-hasiinaan-e-jahaa.n hai imroz
kitne tasliim liye kitne hii aadaab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
ab wo kya kar raha hoga
ab mujhe kisii aur se mohabbat ho ga.ii hai
aur vo mujh se nafrat kar rahaa hogaa
Maryam Tasleem Kiyani
Nazm
kash
mai.n aagahii ke is bhayaanak daur se guzar rahii huu.n
jahaa.n tamaam lafz khokhle
Maryam Tasleem Kiyani
Nazm
be-nang-o-nam
dil na is tarah dukhaa saaf mukarne vaale
mujh ko tasliim ki terii ko.ii taqsiir na thii