SEARCH RESULTS
Showing search results for "देर"
Nazm MATCHES FOR "देर"
Nazm
itna malum hai!
apne bistar pe bahut der se mai.n niim-daraaz
sochtii thii ki vo is vaqt kahaa.n par hogaa
Parveen Shakir
Nazm
chand roz aur meri jaan
aur kuchh der sitam sah le.n ta.Dap le.n ro le.n
apne ajdaad kii miiraas hai maazuur hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard aaega dabe panw
aur kuchh der me.n jab phir mire tanhaa dil ko
fikr aa legii ki tanhaa.ii kaa kyaa chaara kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHwab nahin dekha hai
shahr se duur kisii gaa.nv me.n rah jaane kaa
khet khaliyaano.n me.n baaGo.n me.n kahii.n gaane kaa
Waseem Barelvi
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
taa-der mai.n sochtii rahii thii
kis abr-e-gurez-paa kii KHaatir
Parveen Shakir
Nazm
taaqub
dukh jo pahu.nche the tum se kisii ko kabhii
der tak ab jagaane lage hai.n tumhe.n
Jaun Eliya
Nazm
teri aawaz
der tak aa.ankho.n me.n chubhtii rahii taaro.n kii chamak
der tak zehn sulagtaa rahaa tanhaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
walid sahab ke nam
vo lauTtaa hai kahii.n raat der ko din bhar
vajuud us kaa pasiine me.n Dhal ke bahtaa hai
Tahir Shaheer
Nazm
nazrana
tum pareshaan na ho, baab-e-karam vaa na karo
aur kuchh der pukaaruu.ngaa chalaa jaa.uu.ngaa
Kaifi Azmi
Nazm
man ka KHwab
ye kah kar vo kuchh der tak chup rahaa
diyaa phir dikhaa kar ye kahne lagaa
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (2)
der tak dekhtii rah jaatii hai
mere is jho.npa.De me.n kuchh bhii nahii.n