SEARCH RESULTS
Showing search results for "नमाज़"
Nazm MATCHES FOR "नमाज़"
Nazm
shikwa
aa gayaa ain la.Daa.ii me.n agar vaqt-e-namaaz
qibla-ruu ho ke zamii.n-bos hu.ii qaum-e-hijaaz
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai azal se in Gariibo.n ke muqaddar me.n sujuud
in kii fitrat kaa taqaazaa hai namaaz-e-be-qayaam
Allama Iqbal
Nazm
namaz
badal ke bhes phir aate hai.n har zamaane me.n
agarche piir hai aadam javaa.n hai.n laat-o-manaat
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
shauq tiraa agar na ho merii namaaz kaa imaam
meraa qayaam bhii hijaab! meraa sujuud bhii hijaab!
Allama Iqbal
Nazm
eid ka din
namaaz-e-eid pa.Dhne ke liye sarkaar aa.e hai.n
aur un ke saath saare taalib-e-diidaar aa.e hai.n
Majeed Lahori
Nazm
ek rah-guzar par
hazaar fitne tah-e-paa-e-naaz KHaak-nashii.n
har ik nigaah KHumaar-e-shabaab se ra.ngii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
safar
azaan se namaaz tak kaa faqat ik safar hai
baaqii safar yuu.nhii bekaar tai kartaa hai
Fauzia Mughal
Nazm
ek nazm kahin se bhi shurua ho sakti hai
har ek ko kahii.n na kahii.n panaah mil ga.ii
chii.ntiyo.n ko jaa-e-namaaz ke niiche
Sarvat Husain
Nazm
ghulamon ki namaz
کہا مجاہد ترکي نے مجھ سے بعد نماز
طويل سجدہ ہيں کيوں اس قدر تمھارے امام
Allama Iqbal
Nazm
eid ke roz
kap.De bhii dhul na sake vaqt-e-namaaz aa pahuu.nchaa
laundry vaalo.n pe aafat hai bapaa eid ke roz
Zaki Ahmad
Nazm
guru-nanak dev ji
jahaa.n me.n aam ho tere hii pyaar kaa andaaz
KHuluus-e-dil se ho puujaa KHuluus-e-dil se namaaz
Darshan Singh
Nazm
saf laDki
paa.nch vaqto.n kii mai.n pa.Dhtii huu.n namaaz
juutii ko lagtaa nahii.n bol-o-baraaz