SEARCH RESULTS
Showing search results for "महरूम"
Nazm MATCHES FOR "महरूम"
Nazm
jawab-e-shikwa
aalim-e-kaif hai daanaa-e-rumuuz-e-kam hai
haa.n magar ijz ke asraar se naa-mahram hai
Allama Iqbal
Nazm
lenin
mahram nahii.n fitrat ke suruud-e-azlii se
biinaa-e-kavaakib ho ki daanaa-e-nabaataat
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
naujavaa.n aqvaam-e-nau-daulat ke hai.n pairaaya-posh
garche askandar rahaa mahruum-e-aab-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
marhum aur mahrum
mirii hayaat ye hai aur ye tumhaarii qazaa
ziyaada kis se kahuu.n aur kis ko kam bolo
Zubair Ali Tabish
Nazm
sarhaden
qartaba ho ki ajantaa ki mohanjoda.Do
diida-e-shauq na mahruum-e-nazar-bosii ho
Ahmad Faraz
Nazm
ramaen ka ek sin
mahruum jab vo gul hu.e ra.ng-e-hayaat se
un ko jalaa ke KHaak kiyaa apne haat se
Chakbast Braj Narayan
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
aur musalmaan hii mahruum-e-inaayaat rahe
kuchh to diport hu.e nazr-e-havaalaat rahe
Khalid Irfan
Nazm
KHwab-e-sahar
aadmii minnat-kash-e-arbaab-e-irfaa.n hii rahaa
dard-e-insaanii magar mahruum-e-darmaa.n hii rahaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
naya husn
jis se mahruum hai fitrat kaa jamaal-e-ra.ngii.n
tarbiyat ne vo lataafat bhii sikhaa dii tujh ko
Kaifi Azmi
Nazm
zalzala
ko.ii shai jumbish-e-paiham se nahii.n hai mahruum
ek taaqat hai pas-e-parda magar naa-maaluum
Shakeel Badayuni
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
dhuum 'mahruum' kii hu.ii is me.n
aur 'munavaar' kii aan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
chhabbis january
ye daur-e-nau-mubaarak farKHanda-aKHtarii kaa
jamhuuriyat kaa aaGaaz anjaam qaisarii kaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
rikshe wala
mahruum hai agarche duniyaa kii ne.amato.n se
har bojh zindagii kaa ha.ns kar uThaa rahaa hai