SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाख़ों"
Nazm MATCHES FOR "शाख़ों"
Nazm
KHuda ka sawal
ye shaaKHo.n pe Gunche chaTaKHte hu.e
falak pe sitaare chamakte hu.e
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
is waqt to yun lagta hai
shaaKHo.n me.n KHayaalo.n ke ghane pe.D kii shaayad
ab aa ke karegaa na ko.ii KHvaab baseraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
hasiin phuul hasii.n patiyaa.n hasii.n shaaKHe.n
lachak rahii hai.n kisii jism-e-naaznii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
makan
ye zamii.n tab bhii nigal lene pe aamaada thii
paa.nv jab TuuTtii shaaKHo.n se utaare ham ne
Kaifi Azmi
Nazm
o des se aane wale bata
saayo.n kaa baseraa hotaa hai
baaGo.n kii ghanerii shaaKHo.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
jugnu
ye shaaKH-saar ke jhuulo.n me.n pe.ng pa.Dte hu.e
ye laakho.n pattiyo.n kaa naachnaa ye raqs-e-nabaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nur-jahan ke mazar par
kaise har shaaKH se mu.nh-band mahaktii kaliyaa.n
noch lii jaatii thii.n taz.iin-e-haram kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
'ahalyabaa.i' 'daman' 'padmini' o 'raziya' ne
yahii.n ke pe.Do.n kii shaaKHo.n me.n Daale the jhuule