SEARCH RESULTS
Showing search results for "Daal"
Nazm MATCHES FOR "Daal"
Nazm
aurat
ban ke siimaab har ik zarf me.n Dhal jaatii hai
ziist ke aahanii saa.nche me.n bhii Dhalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
alaw
kaaT ke Daal diyaa jalte alaa.o me.n use
raat-bhar phuu.ko.n se har lau ko jagaa.e rakkhaa
Gulzar
Nazm
aadmi-nama
chaltaa hai aadmii hii musaafir ho le ke maal
aur aadmii hii maare hai phaa.nsii gale me.n Daal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mohabbat ki ek nazm
to chaa.nd raato.n kii narm dil-giir raushnii me.n
kisii sitaare ko dekh lenaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
o des se aane wale bata
o des se aane vaale bataa
kyaa ab bhii gajar-dam charvaahe
Akhtar Shirani
Nazm
muflisi
muflis kare jo aan ke mahfil ke biich haal
sab jaane.n roTiyo.n kaa ye Daalaa hai is ne jaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jugnu
vo daar-o-giir vo aazaadii-e-vatan kii ja.ng
vatan se thii ki Ganiim-e-vatan se Gaddaarii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hamesha der kar deta hun
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
badalte mausamo.n kii sair me.n dil ko lagaanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
KHadsha
ye dha.Dkano.n kii zabaa.n bolte hu.e abruu
kamand Daal rahe hai.n mire KHayaalo.n par
Mohsin Naqvi
Nazm
hubb-e-watan
ai pahaa.Do.n kii dil-fareb fazaa
ai lab-e-juu kii ThanDii ThanDii havaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
aaKHiri lamha
dil kii dha.Dkan hai Duubne ke qariib
saa.ns har lahza pech-o-taab me.n hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
barsat ki bahaaren
hai jin kii sej suunii aur KHaalii chaarpaa.ii
ro ro unho.n ne har-dam ye baat hai sunaa.ii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hasin aag
aa mirii ruuh pe bhii Daal de apnaa partav
zindagii kii ye hasii.n aag mujhe bhii de de
Jan Nisar Akhtar
Nazm
rishwat
mulk bhar ko qaid kar de kis ke bas kii baat hai
KHair se sab hai.n ko.ii do-chaar das kii baat hai