SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsurda"
Nazm MATCHES FOR "afsurda"
Nazm
raqib se!
tujh se khelii hai.n vo mahbuub havaa.e.n jin me.n
us ke malbuus kii afsurda mahak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
heart-attack
pattaa pattaa mire afsurda lahuu me.n dhul kar
husn-e-mahtaab se aazurda nazar aane lagaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
gul hu.ii jaatii hai afsurda sulagtii hu.ii shaam
Dhul ke niklegii abhii chashma-e-mahtaab se raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
sardi-e-marqad se bhii afsurda ho saktaa nahii.n
KHaak me.n dab kar bhii apnaa soz kho saktaa nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
shikast
merii mahbuub ye ha.ngaama-e-tajdiid-e-vafaa
merii afsurda javaanii ke liye raas nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
funun-e-latifa
shaa.er kii navaa ho ki muGannii kaa nafas ho
jis se chaman afsurda ho vo baad-e-sahar kyaa!
Allama Iqbal
Nazm
aligarh chhoDne ke baad
jaise jaatii hu.ii afsurda javaanii kii pukaar
jis ko sun sun ke mirii ruuh laraz jaatii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
shikast-e-saz
mai.n ne gul-rez bahaaro.n kii tamannaa kii thii
mujhe afsurda nigaaho.n ke sivaa kuchh na milaa
Ada Jafarey
Nazm
gunah
KHaak-aaluuda o afsurdaa-o-Gamgiin-o-nezaar
paara-paara the mirii ruuh ke taar
Noon Meem Rashid
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
hamaarii piirii ho yaa javaanii
maluul o afsurda zindagaanii