SEARCH RESULTS
Showing search results for "arz"
Nazm MATCHES FOR "arz"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
aur ahl-e-hakam ke sar-uupar
jab bijlii ka.D-ka.D ka.Dkegii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-milli
ai arz-e-paak terii hurmat pe kaT mare ham
hai KHuu.n tirii rago.n me.n ab tak ravaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
dua
aa.iye arz guzaare.n ki nigaar-e-hastii
zahr-e-imroz me.n shiiriini-e-fardaa bhar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lauh-o-qalam
haa.n talKHii-e-ayyaam abhii aur ba.Dhegii
haa.n ahl-e-sitam mashq-e-sitam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
ki aarzuu ke ka.nval khil ke phuul ho jaa.e.n
dil-o-nazar kii du.aa.e.n qubuul ho jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
safar ke waqt
ye paa.nch kurte hai.n dekho ye paa.nch paajaame
Dale hu.e hai.n qamar-ba.nd in me.n aur dekho
Jaun Eliya
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
tujh ko kitno.n kaa lahuu chaahiye ai arz-e-vatan
jo tire aariz-e-be-ra.ng ko gulnaar kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
usii zamaane me.n kahte hai.n mere daadaa ne
jab arz-e-hind si.nchii KHuun se ''sapuuto.n'' ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mazduron ka git
ham arz-o-samaa ko hilaa de.nge
mazduur hai.n ham mazduur hai.n ham
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ramaen ka ek sin
iz.haar-e-be-kasii se sitam hogaa aur bhii
dekhaa hame.n udaas to Gam hogaa aur bhii
Chakbast Brij Narayan
Nazm
uTTho marne ka haq istimal karo
bhuuk na.ng sab den inhii kii hai logo
bhuul ke bhii mat in se arz-e-haal karo
Habib Jalib
Nazm
hinDola
mohanjoDaaro ha.Dappaa ke aur ajantaa ke
banaane vaale yahii.n ballamo.n se khele the