SEARCH RESULTS
Showing search results for "bechne"
Nazm MATCHES FOR "bechne"
Nazm
kar gae kuch kahan
lafz ko bechne vaale na.e baazaaro.n me.n
Gairat harf ko laate hu.e sharmaa.e.nge
Ahmad Faraz
Nazm
hum
KHariidnaa aur bechnaa KHuub jaante hai.n
ye daam dete hai.n aur raahat KHariidte hai.n
Zia Jalandhari
Nazm
jang na hone denge
kafan bechne vaalo.n se kah do chillaa kar
duniyaa jaan ga.ii hai un kaa aslii chehra
Atal Bihari Vajpayee
Nazm
hindostani leader
banda-e-hirs-o-havas Gaddaar matlab-aashnaa
paise kii KHaatir vatan ko bechne vaale bataa
Shatir Hakeemi
Nazm
mohabbat ka shiwala
hubb-ul-vatanii jaafar-o-saadiq kii hai jaagiir
Tiipuu kaa lahuu bechne vaalo.n kii hai tauqiir
Muslim Shameem
Nazm
shikwa
rahmate.n hai.n tirii aGyaar ke kaashaano.n par
barq girtii hai to bechaare musalmaano.n par
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ho niko naam jo qabro.n kii tijaarat kar ke
kyaa na bechoge jo mil jaa.e.n sanam patthar ke
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
mirii paikaar azal se
ye 'KHusro' 'miir' 'Gaalib' kaa KHaraaba bechtaa kyaa hai
Jaun Eliya
Nazm
aadmi-nama
kis kis tarah kii beche.n hai.n chiize.n banaa banaa
aur mol le rahaa hai so hai vo aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHizr-e-rah
fitrat-e-askandarii ab tak hai garm-e-naa.o-nosh
bechtaa hai haashmii naamuus diin-e-mustafaa
Allama Iqbal
Nazm
umid
vo sub.h kabhii to aa.egii
daulat ke liye jab aurat kii ismat ko na bechaa jaa.egaa