SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashma"
Nazm MATCHES FOR "chashma"
Nazm
lenin
europe me.n bahut raushni-e-ilm-o-hunar hai
haq ye hai ki be-chashma-e-haivaa.n hai ye zulmaat
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
gul hu.ii jaatii hai afsurda sulagtii hu.ii shaam
Dhul ke niklegii abhii chashma-e-mahtaab se raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
kahii.n chashma hai kahii.n dariyaa hai
kahii.n uu.nche mahl aTaariyaa.n hai.n
Ibn e Insha
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chashm-e-siyaah me.n vo talaatum hai nuur kaa
jaise sharaab-e-naab me.n jauhar suruur kaa
Josh Malihabadi
Nazm
himala
ek jalva thaa kaliim-e-tuur-e-siinaa ke liye
tuu tajallii hai saraapaa chashm-e-biinaa ke liye
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
ye dasht-e-dahr me.n hamdardiyo.n kaa sar-chashma
qubuuliyat kaa ye jazba ye kaa.enaat o hayaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ban-bas
aaj tak paa na sakaa chashma-e-aab-e-haivaa.n
us ko suuraj bhii mile hai.n to siyaahii ban kar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
parchhaiyan
ye ruup sar se qadam tak hasiin jaise gunaah
ye aarizo.n kii damak ye fusuun-e-chashm-e-siyaah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
lamhon ki parastar
mai.n ne chaahaa thaa use ruuh kii raahat ke liye
aaj vo jaan kaa aazaar banii baiThii hai
Qateel Shifai
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
tere hote hu.e tanhaa kyuu.n hai
to ki KHud chashma-e-aavaaz bhii hai
Mohsin Naqvi
Nazm
saneha
baa-chashm-e-nam hai aaj zuleKHaa-e-kaa.enaat
zindaa.n-shikan vo yuusuf-e-zindaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hindostan
tahziib-e-hind kaa nahii.n chashma agar azal
ye mauj-e-ra.ng-ra.ng phir aa.ii kahaa.n se hai