SEARCH RESULTS
Showing search results for "ehsaan"
Nazm MATCHES FOR "ehsaan"
Nazm
raqib se!
ham pe mushtarka hai.n ehsaan Gam-e-ulfat ke
itne ehsaan ki ginvaa.uu.n to ginvaa na sakuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
kaano.n pe ho na mere dair o haram kaa ehsaa.n
rauzan hii jho.npa.Dii kaa mujh ko sahar-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
jawed ke nam
uThaa na shiishagaraan-e-fara.ng ke ehsaa.n
sifaal-e-hind se miinaa o jaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
khul jaa.e gar ye baat ki urdu zabaan par
terii nigaah-e-naaz kaa ehsaa.n hai kis qadar
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
jin o insaan kii hayaat hai tuu
murG o maahii kii kaa.enaat hai tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
aurat
qaa.em usii aurat se mohabbat kii fazaa hai
aurat kii ataa asal me.n ehsaan-e-KHudaa hai
Rahbar Jaunpuri
Nazm
payam-e-amal
gar qaum kii KHidmat kartaa hai
ehsaan tuu kis par dhartaa hai
Mohammad Farooq Deewana
Nazm
bachpan
ko.ii kaash mujh par ye ehsaan kar de
kii bachpan ke kuchh pal mere naam kar de
Nitin Nayab
Nazm
ustad
shukr ke jazbaat se gardan jhukaa letaa huu.n mai.n
yaad aataa hai mujhe ehsaan jab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
tawaif
apnii pastii kaa bhii ehsaas phir itnaa ehsaas
ki nahii.n merii mohabbat bhii gavaaraa tujh ko