SEARCH RESULTS
Showing search results for "ga.ngaa"
Nazm MATCHES FOR "ga.ngaa"
Nazm
tarana-e-hindi
ai aab-ruud-e-ga.ngaa vo din hai yaad tujh ko
utraa tire kinaare jab kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
umr-bhar kii jo kamaa.ii thii ga.nvaa aayaa huu.n
tere KHat aaj mai.n ga.ngaa me.n bahaa aayaa huu.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
urdu
hasiin dilkash javaan urdu
zabaan vo dhul ke jis ko ga.ngaa ke jal se paakiizgii milii hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
ganga kinare
saarii nafrate.n bah jaa.e.n
gangaa ghaaT par agar man bhii nahlaa.e.n
Fauzia Mughal
Nazm
ibn-e-maryam
bha.ng gaa.ngaa, charas sharaab, afyuun
jo bhii laa.e.n jahaa.n se bhii laa.e.n
Kaifi Azmi
Nazm
man ka hona
paapaa kii intelligency tum par bhaarii hai
lekin tum ne prem kii ga.ngaa ghar me.n utaarii hai
Zia Zameer
Nazm
hindostan mera
dhiime suro.n me.n ga.ngaa ye giit gaa rahii hai
jamunaa bhii apne mu.nh me.n ye gungunaa rahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
hamara watan dil se pyara watan
vo baaGo.n me.n koyal vo jangal ke mor
vo ga.ngaa kii lahre.n vo jamunaa kaa zor
Chakbast Braj Narayan
Nazm
banaras
vo kashtiyo.n kaa samaa.n aur vo sair ga.ngaa kii
vo ThanDii ThanDii havaa jaa.n-fizaa banaras kii
Akhtar Shirani
Nazm
siri kirshn
bahaa diye kabhii Thokar se prem ke chashme
kabhii jaman kabhii ga.ngaa kii dhaar se khelaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
nii.nd kii lahre.n ga.ngaa jamnii
jild ke niiche halkii halkii