SEARCH RESULTS
Showing search results for "laate"
Nazm MATCHES FOR "laate"
Nazm
kar gae kuch kahan
lafz ko bechne vaale na.e baazaaro.n me.n
Gairat harf ko laate hu.e sharmaa.e.nge
Ahmad Faraz
Nazm
hubb-e-watan
ai pahaa.Do.n kii dil-fareb fazaa
ai lab-e-juu kii ThanDii ThanDii havaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
luuTte phirte the jab tum kaarvaa.n-dar-kaarvaa.n
sar-barahna phir rahii thii daulat-e-hindostaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
bachpan ka wo zamana
har saal pyaare abbuu laate the ek bakraa
chaara use khilaanaa maidaan me.n ghumaanaa
Abdul Qadir
Nazm
dur kinara
un pe chhaayaa hu.aa niilaa aakaash hai
niile aakaash me.n nuur laate hu.e din ko suuraj bhii hai
Meeraji
Nazm
madh
hurriyat-e-aadam kii rah-e-saKHt ke rah-giir
KHaatir me.n nahii.n laate KHayaal-e-dam-e-ta.aziir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
qasam us badan ki
brassiere me.n tanii un chhaatiyo.n se
parinde apnii cho.ncho.n me.n sher bhar ke laate hai.n
Zahid Hasan
Nazm
chhabbis january
jantaa kaa dil ba.Dhaatii hai chhabbiis january
hai.n baam-o-dar pe aaj tira.nge lage hu.e
Masooda Hayat
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
pan chakki
bhar ke laate hai.n gaa.Diyo.n me.n anaaj
shahr ke shahr hai.n tire muhtaaj
Ismail Merathi
Nazm
kutte
vahaa.n par hai ta.adaad un kii ziyaada
jabhii log foreign se laate hai.n kutte