SEARCH RESULTS
Showing search results for "lashkar"
Nazm MATCHES FOR "lashkar"
Nazm
shikwa
to.De maKHluuq KHudaa-vando.n ke paikar kis ne
kaaT kar rakh diye kuffaar ke lashkar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
miraa dil mirii razm-gaah-e-hayaat
gumaano.n ke lashkar yaqii.n kaa sabaat
Allama Iqbal
Nazm
magar zulm ke KHilaf
ham sar-ba-kaf uThe hai.n ki haq fata.h-yaab ho
kah do use jo lashkar-e-baatil ke saath hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
hamaaraa KHuun amaanat hai nasl-e-nau ke liye
hamaare KHuun pe lashkar na pal sake.nge kabhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
dard aaega dabe panw
ho na ho apne qabiile kaa bhii ko.ii lashkar
muntazir hogaa a.ndhere kii fasiilo.n ke udhar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
mirii bastii se pare bhii mire dushman ho.nge
par yahaa.n kab ko.ii aGyaar kaa lashkar utraa
Ahmad Faraz
Nazm
mazduron ka git
ham TuuT pa.De.nge lashkar par
mazduur hai.n ham mazduur hai.n ham
Asrarul Haq Majaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ik lashkar-e-nashaat hai har Gam ke ham-rikaab
zer-e-nagii.n hai aalam-e-taamkiin-o-iztiraab
Josh Malihabadi
Nazm
jawan aag
ye javaa.n KHuun bahaayaa hai jo tum ne aksar
ye javaa.n KHuun nikal aayaa hai ban ke lashkar
Habib Jalib
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
mirii sadaa ko dabaanaa to KHair mumkin hai
magar hayaat kii lalkaar kaun rokegaa