SEARCH RESULTS
Showing search results for "lashkar"
Ghazal MATCHES FOR "lashkar"
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
tuu yahii.n haar gayaa hai mire buzdil dushman
mujh se tanhaa ke muqaabil tiraa lashkar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
taariiKH me.n mahal bhii hai haakim bhii taKHt bhii
gumnaam jo hu.e hai.n vo lashkar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
zinda rahnaa hai to haalaat se Darnaa kaisaa
ja.ng laazim ho to lashkar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
Ghazal
apnaa dushman hii dikhaa.ii nahii.n detaa ho jise
aisaa lashkar to saf-aaraa bhii nahii.n ho saktaa
Saleem Kausar
Ghazal
lashkar kii aa.nkh maal-e-Ganiimat pe hai lagii
saalaar-e-fauj aur kisii imtihaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
na taKHt-o-taaj me.n ne lashkar-o-sipaah me.n hai
jo baat mard-e-qalandar kii baargaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
lashkar ko bachaae.ngii ye do-chaar safe.n kyaa
aur un me.n bhii har shaKHs ye kahtaa hai hame.n kyaa
Shuja Khaavar
Ghazal
ko.ii lashkar ki dha.Dakte hu.e Gam aate hai.n
shaam ke saa.e bahut tez qadam aate hai.n
Bashir Badr
Ghazal
saat aqliim kaa haasil jo faraaham kiije
to vo lashkar kaa tire naal-e-bahaa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vaqt kartaa hai hamesha aur hii kuchh faisle
jo the lashkar me.n bahaadur Dar ke maare mar ga.e
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
kisii sahraa me.n bichha.D jaa.e.nge sab yaar mire
kisii jangal me.n bhaTak jaa.e. gaa lashkar meraa