SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohmal"
Nazm MATCHES FOR "mohmal"
Nazm
nun-mim-rashid ke intiqal par
ye raat hai ki harf-o-hunar kaa ziyaa.n-kada
iz.haar apne-aap me.n mohmal hu.e tamaam
Rajinder Manchanda Bani
Nazm
kaun hai mujrim shahr-e-ilm ki taraji ka
kam-zarf aur haqiir hai.n ye
ye daanaa.o.n ke haq ko yaksar Gabii ko mohmal ko bechte hai.n
Abu Bakr Abbad
Nazm
sher-o-shaeri
kahte hai.n ab nayaa adab us ko
jis me.n mohmal sii baat kah jaa.e.n
Dharmpal Aaqil
Nazm
shahr aur main
aadmii saada hai yaa KHanjar-ba-kaf hai kyaa pata
kis liye ye shor-e-mohmal saf-ba-saf hai kyaa pata
Chandrabhan Khayal
Nazm
holi
is tarah lak.Dii jalaane se kahii.n chaltaa hai kaam
kis qadar mohmal hai ai society teraa nizaam
Shatir Hakeemi
Nazm
zawal ke aaine mein zinda aks
mohmal kitaabe.n zard chehro.n kii khulii.n
manzaro.n kii khojtii biinaa.iyaa.n maazuur hai.n
Saeed Ahmad
Nazm
suKHan darmanda hai
pattaa pattaa harf girte hai.n
ko.ii fiqara shajar ke zaKHm-e-mohmal kii paziiraa.ii nahii.n kartaa
Akhtar Husain Jafri
Nazm
hasil ka safar
ik mohmal se shor-o-Gul me.n
shaKHsiyyat samjhaute ke tezaab me.n hal ho jaatii hai
Raj Narayan Raaz
Nazm
ek mohmal KHayal
agar gunjaan jangal ke tanaavar pe.D
pii lete hai.n jo masmuum saa.nso.n
Shahid Kaleem
Nazm
marsiya hazrat-e-beKHud dehlawi
KHaamiyo.n par kis ko Gussa aa.egaa
kaun mohmal lafz par jhallaa.egaa
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
shikwa
banda o saahab o mohtaaj o Ganii ek hu.e
terii sarkaar me.n pahu.nche to sabhii ek hu.e
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qalb me.n soz nahii.n ruuh me.n ehsaas nahii.n
kuchh bhii paiGaam-e-mohammad kaa tumhe.n paas nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
ye chaman-zaar ye jamunaa kaa kinaara ye mahal
ye munaqqash dar o diivaar ye mehraab ye taaq