SEARCH RESULTS
Showing search results for "nature"
Nazm MATCHES FOR "nature"
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
be-ilm-o-be-hunar hai jo duniyaa me.n ko.ii qaum
nature kaa iqtizaa hai rahe ban ke vo Gulaam
Akbar Allahabadi
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
samjhaa hai tuu ne nature o tadbiir ko KHudaa
dil me.n zaraa asar na rahaa laa-ilaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
nind
hai mudabbir tuu hii nature ke shifaa-KHaane kii
tuu hii laa-raib hai mai ziist ke paimaane kii
Azeemuddin Ahmad
Nazm
taj-mahal
siina-e-dahr ke naasuur hai.n kohna naasuur
jazb hai un me.n tire aur mire ajdaad kaa KHuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHun phir KHun hai
aaise sho.ale ki bujhaa.o to bujhaa.e na bane
aaise na.are ki dabaa.o to dabaa.e na bane
Sahir Ludhianvi
Nazm
o des se aane wale bata
sarmast nazaare hote hai.n
kyaa ab bhii suhaanii raato.n ko
Akhtar Shirani
Nazm
kisan
naazir-e-gul paasbaan-e-ra.ng-o-buu gulshan-panaah
naaz-parvar lahlahaatii khetiyo.n kaa baadshaah