SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigar"
Nazm MATCHES FOR "nigar"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahaa.n se aa.ii nigaar-e-sabaa kidhar ko ga.ii
abhii charaaG-e-sar-e-rah ko kuchh KHabar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dua
aa.iye arz guzaare.n ki nigaar-e-hastii
zahr-e-imroz me.n shiiriini-e-fardaa bhar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
haq tiraa chashme ataa kar dast-e-Gaafil dar nigar
momyaa.ii kii gadaa.ii se to behtar hai shikast
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
chalii hai le ke vatan ke nigaar-KHaane se
sharaab-e-ilm kii lazzat kashaa.n kashaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
zindan ki ek sham
daaman-e-aasmaa.n pe naqsh-o-nigaar
shaana-e-baam par damaktaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
aatii hai ek lahr sii chehro.n par aah kii
aa.nkho.n me.n chhuuT jaatii hai.n nabze.n nigaah kii
Josh Malihabadi
Nazm
ummid-e-sahar ki baat suno
musaafir-e-rah-e-sahraa-e-zulmat-e-shab se
ab iltifaat-e-nigaar-e-sahar kii baat suno
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nura
vo taskiin-e-dil thii sukuun-e-nazar thii
nigaar-e-shafaq thii jamaal-e-nazar thii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
watan
ai ki KHvaabiida tirii KHaak me.n shaahaana vaqaar
ai ki har KHaar tiraa ruu-kash-e-sad-ruu-e-nigaar
Josh Malihabadi
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
giraa.n hai dil pe Gam-e-rozgaar kaa mausam
hai aazmaa.ish-e-husn-e-nigaar kaa mausam