SEARCH RESULTS
Showing search results for "raavan"
Nazm MATCHES FOR "raavan"
Nazm
KHuda ka sawal
ye paanii havaa aur ye shams-o-qamar
ye mauj-e-ravaa.n ye kinaara bha.nvar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
etiraf
dasht-e-pur-KHaar ko firdaus-e-javaa.n jaanaa thaa
reg ko silsila-e-aab-e-ravaa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
saqi-nama
damaa-dam ravaa.n hai yam-e-zindagii
har ik shai se paidaa ram-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
maGrib kii vaadiyo.n me.n guu.njii azaa.n hamaarii
thamtaa na thaa kisii se sail-e-ravaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
ravaa.n hai chhoTii sii kashtii havaa.o.n ke ruKH par
nadii ke saaz pe mallaah giit gaataa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii taqviim me.n asr-e-ravaa.n ke sivaa
aur zamaane bhii hai.n jin kaa nahii.n ko.ii naam
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
o des se aane vaale bataa
kyaa shahr ke gird ab bhii hai ravaa.n
Akhtar Shirani
Nazm
man ka KHwab
vo chup-chaap the aage piichhe ravaa.n
KHudaa jaane jaanaa thaa un ko kahaa.n
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
jis ke parde me.n miraa maah-e-ravaa.n Duub sake
tum se chaltii rahe ye raah, yuu.nhii achchhaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
havaa kii mauj-e-ravaa.n par diye jalaa.e hu.e
fazaa me.n raat ga.e jab daraKHt piipal kaa!