SEARCH RESULTS
Showing search results for "rind"
Nazm MATCHES FOR "rind"
Nazm
zohd aur rindi
muddat se rahaa karte the ham-saa.e me.n mere
thii rind se zaahid kii mulaaqaat puraanii
Allama Iqbal
Nazm
nargis-e-mastana
tuu saaqi-e-mai-KHaana hai mai.n rind-e-balaa-nosh
mere liye mai-KHaane ko paimaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
KHushamad
paarsaa rind KHaraabii kii KHushaamad kiije
jo KHushaamad kare KHalq us se sadaa araazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
yar aghyar ho gae hain
ab ko.ii nadiim-e-baa-safaa nahii.n hai
sab ri.nd sharaab-KHvaar ho ga.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard-e-dil
faKHr hai mujh ko usii dar se sharaf paane kaa
mai.n sharaabii huu.n usii ri.nd ke maiKHaane kaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ishrat-e-tanhai
aam ab faiz-e-mai-o-saaqii-o-mai-KHaana ho
ri.nd huu.n aur jigar-gosha-e-ri.ndaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
programme
aur shaam ko vo mard-e-KHudaa rind-e-KHaraabaat
rahmat-kada-e-baada-faroshaa.n me.n milegaa
Josh Malihabadi
Nazm
iqbaal ka sher
'iqbaal' kaa har sher hai mai-KHaana-e-hastii
har ri.nd ko detaa hai jo paimaana-e-hastii
Maikash Akbarabadi
Nazm
urdu-e-mualla
har adaa-shiirii.n mazaaq-e-paarsaa-o-ri.nd me.n
us kaa tuutii boltaa thaa sabza-zaar-e-hind me.n
Safi Lakhnavi
Nazm
barsat
paar utar jaa.e.nge bahr-e-Gam se ri.nd-e-baada-nosh
le u.Degii kashtii-e-mai ko havaa barsaat kii