SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaar"
Nazm MATCHES FOR "yaar"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye vo sahar to nahii.n jis kii aarzuu le kar
chale the yaar ki mil jaa.egii kahii.n na kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
safar ke waqt
tumhaarii yaad mire dil kaa daaG hai lekin
safar ke vaqt to be-tarah yaad aatii ho
Jaun Eliya
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Nazm
shikast-e-tauba
sar-mastii-e-azal mujhe jab yaad aa ga.ii
duniyaa-e-e'tibaar ko Thukraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
sohbat-e-yaar me.n aaGaaz-e-tarab kii suurat
harf-e-nafrat ko.ii shamshiir-e-Gazab ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindan ki ek sham
lahlahaate hai.n jis tarah dil me.n
mauj-e-dard-e-firaaq-e-yaar aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
ta.aziim jis kii karte hai.n to ab aur KHaa.n
muflis hu.e to hazrat-e-luqmaa.n kiyaa hai yaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aam-nama
naama na ko.ii yaar kaa paiGaam bhejiye
is fasl me.n jo bhejiye bas aam bhejiye
Akbar Allahabadi
Nazm
girhen
mujh ko bhii tarkiib sikhaa ko.ii yaar julaahe
aksar tujh ko dekhaa hai ki taanaa bunte